Thursday 7 February 2013

Khwabo me ab koi aane laga hai

Khwabo me ab koi aane laga hai,
Rah-rah kar hamko satane laga hai,
Kya hai ye or kaisi bekarari hai,
Pyar ka ehsaas koi dilane laga hai,
Khayalo me rahta hai kis ke ye MANN
Khumar ban ke koi chhane laga hai,
Har pal yaad bakne koi aane laga hai,
Har chehre me chehra uska nazar aane laga hai,
Dhire-dhire apna hame wo banane laga hai…
                            

No comments:

Post a Comment