Friday 14 June 2013

Na mangi Dua



Na mangi Dua
Na koi Guzarish ki,
Na  koi fariyaad
Na koi Numaish ki,
Jab bhi jhukaya sar sajde me
Khuda ke samne,
Bas Aapki “KHUSHI” ki khwahish ki…

No comments:

Post a Comment