Monday 18 August 2014

Kya Kabhi Aisa Hota Hai




Kya Kabhi Aisa Hota Hai.
Ki Kisi Ke Aane Se Zindagi
Itani Haseen Lagne Lage..

Kya Kabhi Aisa Hota Hai.
Ki Kisi Ke Aane se
  Sari Duniya Jannant Si Lagne Lage...

Kya Kabhi Aisa Hota Hai.
Ki Kisi Ke Jane Se Sari Duniya
Hi Virani Si Lagne Lage...

No comments:

Post a Comment