1. Nikal te hai aanso jab mulakat nahi hoti,
Tut jata hai dil jab
baat nahi hoti,
Aapki jaan ki kasam
aap yaad na aaye,
Aisi koi subah, sham
nahi hoti…
___________________________________________________
2. Hichkion ka aana ye batata hai,
Koi humain yaad kar k
khud ko rulata hai,
Dil nahi samajhta
magar ye to such hai,
Shiddat se yaad
hamain bhi koi aata hai…
____________________________________________________
3. Dil ki zubaan wo samaj nahi pate,
Hoto se hum kuch kehe
nahi pate,
Apni bebasi hum kis
tarah kahe,
Koi hai jiske bina
hum reh nahi pate…
No comments:
Post a Comment