Saturday 19 May 2012

Teri meri dosti ka afsana bhi hai


Teri meri dosti ka afsana bhi hai
Is me pyar ka khazana bhi hai
Isliye chahte hain aapse Teddy Bear mangna
Or aaj to mangne ka bahana bhi hai
Happy Teddy Bear Day
__________________________________________

Saans lene se bhi teri yaad aati hai,
Har saans mein teri khushboo bas jati hai,
Kese kahoon ki saans se main zinda hoon,
Jab ki saans se pehle teri yaad aati hai…
__________________________________________

Aapke sms ko saan mante hai,
Jawab dena emaan mante hai,
Woh aur hai jo pyaar mein jaan dete hai,
Hum to apko hi apni jaan mante hai…


No comments:

Post a Comment