Saturday 19 May 2012

Sans lene se teri yaad aati hai

Sans lene se teri yaad aati hai
na lene se meri jaan jati hai
kase kehdu ki sirf sans se jinda hu
ye sanse bhi to teri yaad ke baad aati hai ..
___________________________________________

Mere pyaar ko duniya mein koi samajh na paya,
Rote thay jab tanha koi mere saath na aaya,
Mita diya khud ko unke liye pyaar mein,
Aur wo kehte hai ki mujhe pyaar karna na aaya…
___________________________________________

Pane se khone ka maza aur hai
Band aankho se dekhne ka maza kuch aur hai
Aansu bane lafz aur lafz bane gazal
Teri yaado ke saath jine ka maza kuch aur hai…

No comments:

Post a Comment